My most favorite exceprt from my all time favourite novel "Peer-e-Kamil"
"Zindagi mein hum kabhi na kabhi uss maqam per aa jatey hein jahan saarey rishtey
khatam ho jate hein.Vahan sirf ham hotey hein aur Allah hota ha. Koi maan baap,behan bahi,koi dost nahi hota. Phir hamein pata chalta ha ke hamarey pairoon ke neechey zameen ha na hamarey sir ke oper koi aasmaan,bus sirf aik Allah ha jo hamein is khala mein bhe thamey hoye hai. Phir pata chalta ha ham zameen per parii mattii ke dher mein aik zarrey ya dharakht per lagey hove aik patey se zada ke voqat nahi rakhtey . Phir pata chlata ha ke hamarey honey ya na honey se sirf
hamein he fark parta ha. Sirf hamara kirdaar khatam ho jata. Kaenaat
mein koi tabdilee nahi aatii,kissi cheez per koi asar nahi perta..!!"
Welcome to my mind's eye.This is the utopia of my disarranged thoughts. I play with words. Difference of your opinion is respected but not entertained.
About Me
- Fizza Rahman
- Karachi, Pakistan
- Pharmaceutical brand manager, Geek, Marketeer, Speaker,Procrastinator, Reader, Thinker, Writer, Blogger.Papa's spoiled daughter.I am ought in this world, searching the reason of my sole existence. A reason I believe ..i will find soon. Love my job and Love to think,read and write.
or hmara almia ye he k baz auqat hm is muqam pe phnch jate hen lekin phir bhi hidayat ni lete..
ReplyDelete